O people of Book!

O people of the Book! There hath come to you our Messenger, revealing to you much that ye used to hide in the Book, and passing over much (that is now unnecessary). There hath come to you from Allah a (new) light and a perspicuous Book, Wherewith Allah guideth all who seek His good pleasure to ways of peace and safety, and leadeth them out of darkness, by His will, unto the light,- guideth them to a path that is straight. In blasphemy indeed are those that say that Allah is Christ the son of Mary. Say: "Who then hath the least power against Allah, if His will were to destroy Christ the son of Mary, his mother, and all every - one that is on the earth? For to Allah belongeth the dominion of the heavens and the earth, and all that is between. He createth what He pleaseth. For Allah hath power over all things." (Both) the Jews and the Christians say: "We are sons of Allah, and his beloved." Say: "Why then doth He punish you for your sins? Nay, ye are but men,- of the men he hath created: He forgiveth whom He pleaseth, and He punisheth whom He pleaseth: and to Allah belongeth the dominion of the heavens and the earth, and all that is between: and unto Him is the final goal (of all)" (Quran:5:15-18)

What I Am??

It has been told to me by Allah through Quran to say:

"Surely my prayer and my sacrifice and my life and my death are (all) for Allah, the Lord of the worlds"(Qur'an 6:162).

And Allah say in the Glorious Quran:

"It is He (Allâh) Who has named you Muslims (i.e. who submit their will to God) both before (i.e in the Taurah and Injeel and various other Suhoof..relegious litrature revealed by God) and in this (the Qur'ân), that the Messenger (Muhammad SAW) may be a witness over you and you be witness over mankind!"

[Quran: Al Hajj: 78]

I am a student, NO DOUBT who is 'ON THE ROAD TO EVIL' now trying to come 'ON THE STRAIGHT PATH OF ALLAH, ALMIGTHY, GOD, PARAMESHWAR, PARVU, MAALIK, BENEFICIENT, MERCIFULL..

Say: Call upon Allah or Call upon Rahman (Beneficent, Merciful): By whatever name you call Upon Him, (it is well) for to Him belong The Most Beautiful Names"

(Quran:17:110)


GOD send the prophet MOHAMMAD(peace be upon him, pbuh) & all other previous prophets like JESUS, JOHN, DAVID, MOSES, JACOB, ISAAC, ISHMAEL, ABRAHAM, NOAH, ADAM (peace b on them all) to teach us & guide us towards the correct way of LIFE..

The same ONE & ONLY GOD REVEALED the final book, the QURAN on the last & final prophet MOHAMMAD (pbuh) FOR ALL MANKIND NOT ONLY FOR THE MUSLIMS..

GOD previously revealed-

TAURAH(old testament) on MOSES(pbuh),

ZABOOR(psalms) on DAVID(pbuh),

INJEEL(new testament) on JESUS(pbuh) & various other Suhoofs (religious litrature) on the other prophet also..


All the previous BOOK revealed by GOD is either partially or totally changed due to translation & human interpolation. The language in which IT was revealed is changed & now speaked by only few people.


THE LAST BOOK QURAN revealed in ARABIC language speaked and understand worldwide.

It is duty of one who believe in Quran must convey the message of GOD to all Mankind, & duty of Mankind is to know what Their LORD has revealed.

Each & every prophet had the same mission "to call people towards their LORD,THE MOST GRACIOUS,THE MOST MERCIFULL, ALLAH...

They given the same message to humanity-

'None should be woshipped but one GOD, Which has different name in different vernaculars,

Brahma Sutra of Hindu Vedanta:

"ekam Brahm dvitiya naste neh na naste kinchen"

(There is only one God, not the second, not at all, not in d least bit)

Different name of One GOD is Brahma, Vishnu, etc

Fixing image of God & anthropometric term is against verses of Yujurveda 32:3

"Na tasya Pratima asti"

(There is no image of Him)


"Say: He is Allah, The One and Only. ALLAH, the Eternal, Absolute (not dependent on any person or thing and all person and things are dependent on Him). He begets not nor is He begotten. And There is none like unto Him."

(Quran112:1-4)


God have Renewed the true religion by sending Prophet when people who follow after the passage of long time following death of prophet, astrayed and edited the true religion for his material and worldly benefit..

GOD shows the path of everlasting benefit after death..

Now those who are denying the Quran must know that they are denying their own LORD, THE OMNIPOTENT,OMNISCIENT, All-SEER.

What will we do with our servent when they dont do the work ordained?

Those who follow the GOD & follow the Prophet will be awarded, they will be bestowed with the infinite pleasure of seeing ALMIGHTY ALLAH in infinite time with abode in Paradisein in the Hereafter, & those who deny for them is the torment of fire..THEY WILL NEVER SEE THE INFINITE BEAUTY OF ALLAH...


QURAN teaches us the RIGHT PATH to reach ALMIGHTY and see ALMIGHTY, THE ONE,

WHO TEACHED THE MAN WHAT WE KNEW NOT..

HOW TO..

LOVE LIFE?

THINK LIFE?

KNOW LIFE?

LEARN LIFE?

TEACH LIFE?

SPENT LIFE?

AND ULTIMATELY LEAVE LIFE..


We all are descended from ONE MAN & ONE WOMAN, & made by same factory by the GOD, share similar anatomy, physiology and the biochemical process in our body, hence We all are BROTHERS & SISTERS..

YOU CAN SAY ME A DOCTOR AS I HAVE COMPLETED MBBS FROM J.N. MEDICAL COLLEGE ALIGARH..

Tuesday, February 2, 2010

MUJHE MERE BAARE MEIN BATAATE TO,

KABHI PIYAR MEIN MUJHE RULAATE TO,
RULAKAR PHIR MUJHE HANSAATE TO,

KUCHH TO KAM HOTI MERI TANHAAI,
CHAND LAMHE MERE SAATH BITAATE TO,

KUCHH TO MERA RANJ KAM HOTA,
TUM MUJHE GALE SE LAGAATE TO,

EK HUM HAIN JO SAB SUNAATE HAI,
KUCHH TUM BHI MUJHE SUNAATE TO,

KITNA SACHHA RISTA HAI YE DOSTI,
IS RISHTE KO HAMESHA NIBHAATE TO,

KHUD KO KAISE JANUNGA MAIN 'SHADAB',
MUJHE MERE BAARE MEIN BATAATE TO,

Main tum se milne jaoon ye ho sakta nahin,

Main tum se milne jaoon ye ho sakta nahin,
tumhari raahoon me main aaoon ye ho sakta nahin,

Mere dil ko dard se jo tadpaya hai tu ne,
yaadoon ko tumhari ab dil se lagaoon ye ho sakta nahin,

Bhool gaye chahat ko meri bhool gaye mohabbat ko,
main tum ko phir bhi chahoon ye ho sakta nahin,

Tum ho gar be chain to mere gile ka jawab do,
dil me padi hai gaanth mere yunhi khul sakta nahin,

Ho ke be chain ab apni tanhaai se,
teri gali se guzrun ye ho sakta nahin,

Lakh tumhe main yaad karoon lakh tumhe main sochoon,
khawboon main meri tum aao ye ho sakta nahin,

Aashiq hu main "shadab" wafa ke geet gata hu,
bhulana bhi tumhe chaho ye ho sakta nahin,

Apne dil ki chaht tum ko bataoon kaise,

Apne dil ki chaht tum ko bataoon kaise,
kitni mohabbat hai tum se ye main samjhaoon kaise,

Raah takti hai aankhein tadapti aur thakti bhi nahin,
dard e dil ka haal e gum tum ko sunaoon kaise,

Teri ulfat me sanam hum lad gaye zamane se,
kitni pathharein padi hai jism par ye ginaoon kaise,

Meri mohabbat ne bana daali hai dil me ek tasveer teri,
apna dil cheer kar tum ko dikhaoon kaise,

Tere mere dil ki chahat to ek hai phir,
yun tanha hi main ishq e aansu bahaoon kaise,

Mohabbat ho chahat ho jaan ho meri jindagi bhi tum ho,
ho ke be chain apni tanhai se dil ko bahlaoon kaise,

Jaakar dur tu ne tadpaya hai mujhe tarsaaya hai,
ek fasla banaaya hai is faasle ko mitaoon kaise,

Kyan majnun ne bhi ishq tha magar kum nahin hai shadab,
apne jazbaat ko ek gazhal me likhkar tum ko sunaoon kaise,

Wasl ki raat thi un se milne aae they hum,

Wasl ki raat thi un se milne aae they hum,
wafa ki baat thi un se karne aae they hum,

Kitne diwaane hum unke the kitne khaawb they dekhe hum ne,
hizr ke har khaawb un ko sunaane aae they hum,

Milne ki chaht thi unse milna bahut jaruri tha,
phool ek gulab pesh un se karne aae they hum,

Kitni thi parishaaniyaan kitni thi duri un se,
zindagi ke har gum un ko sunaane aae they hum,

Wo jo na thi to didaar ko kaisa tadapta tha ye dil,
tanhaiyon me haal e dil un ko bataane aae they hum,

Kitni mohabbat hai chahat hai ulfat hai hum ko un se,
dil me ye ehsaas un ke jagaane aae they hum,

Jo na rahega "shadab" to kaise ji payegi wo,
is liye didaar apni un ko karwaane aae they hum,

Pehle hi din dekha tum ko ho gaya tum se pyaar mujhe,

Pehle hi din dekha tum ko ho gaya tum se pyaar mujhe,
tere pyaar mein hu.n main pagal sab keh chuke so baar mujhe,

Sochta rehta hu.n main tum ko yaad tumhe main karta rehta hun,
aath baje jab khulta hai college hota hai tumhara intezaar mujhe,

Dhondhta rehta hu.n main tum se milne ka koi bahaana,
tum jo na aati ho college tadpaati hai tumhari deedaar mujhe,

Tum na samajhti ho dil hota hai jakhmi har suu main badnaam hun,
jakhm lage hai teri mohabbat mein padti hai sab ki fatkaar mujhe,

Mere dil ko sukoo.n milta hai dekh jab leta hu main tum ko,
teri chaahat hai dil me mere mohabbat hai iska hai ikraar mujhe,

Aakhir kab aaogi tum mujh se milne aur kahogi ae "shadab",
karti hun main bhi tum se pyaar karna hai ye izhaar mujhe.

Jindagi mein khushiyo ke saath gum v hai,

Jindagi mein khushiyo ke saath gum v hai,
un gamo'n mein meri aankhen pur nam v hai,

Khushiyo ke saath sab sharik hain lekin,
gum ke saathi mere apne kam v hai,

Badhne ko to badh jaye ye gum e hayaat,
hosla mujh mein hai dum v hai,

Kyun main chillaaoo.n kise aawaaz doon,
yahan kaun mere qarib mere hum qadam v hai,

Mujh ko rona hai bahut rona hai,
kya karoon ke na rone ki teri qasam v hai,

Tere gunaaho ki bakhshish jarur hogi,
tujh pe Allah ka reham o karam v hai,

Tere inkaar e wafa ne mujh se kya kya na karaye,
kismat ka meri jindagi pe ye sitam v hai,

Kiya zulm tha jin pe wo sharik e gum mere,
ab nidaamat se mera sir kham v hai,

Tamanna thi k jindagi mein paaoo.n sab kuch,
kiyun neend aati nahin jab ke bistar naram v hai,

'Shadab' tere marne ka inhein gum to hai,
wiraasat mein kuch milne ka bharam v hai,

Duniya ke har aib mein hunar dekh raha hu.n,

Duniya ke har aib mein hunar dekh raha hu.n,
raah e haq mein kaa.nto.n ka safar dekh raha hu.n,

Baatin hi paraganda hai jaahir ka kiya kehna,
khud pe ab jamaane ka asar dekh raha hu.n,

Wo aae jo they masiha majloom ki madad ko,
aaj un ke qatl ki khabar dekh raha hu.n,

Jis baaG mein jaata hu.n chaman mein jahaan bhi,
ujre hue phooloo.n mein samar dekh raha hu.n,

Allah re ye daur tarakki ki jehaalat,
be parda bahu beti ka main sar dekh raha hu.n,

Julm o qatl hai kahin to kahin fasaad o jaljala,
insano pe Allah ka qahar dekh raha hu.n,

"Shadab" Allah se qurbat teri badhi hai shayed,
apni maa ki duaoo.n mein asar dekh raha hu.n,

Kya ho gaya hai is jamaane ko,

Kya ho gaya hai is jamaane ko,
Wo kyon na samjhe mere bahaane ko,

Wo dhundh rahe hain mere liye raqeeb,
Jab ke main to tha hi saath nibhaane ko,

Toda hai main ne Gulshan se ye phool,
mahke ga ye un ka dil lubhaane ko,

Dil tutne ka koi shikwa nahin mujhe,
Dard aur bhi mujh mein kaafi rulaane ko,

Ho nahin sakti mohabbat tum ko hum se,
Phir bhi khawbon mein aati ho mujhe sataane ko,

Sukun milta hai dil ko tujhe bhulaane mein,
Kyun yaad aati ho tum dil dukhaane ko,

Chupata nahin "shadab'' koi shikwa tum se,
Jahir kar hi deta hai tum par jataane ko,

Tera itna intezaar kam to nahin,

Tera itna intezaar kam to nahin,
tujh se mera pyaar kam to nahin,

Teri yaadein aane pe bhi ab,
meri aankhen pur nam to nahin,

Nafrat bhi hi tujh se adaawat bhi,
mera ishq meri mohabbat kam to nahin,

Hume bhool jaane wale musaafir,
shayed teri manjil hum to nahin,

Na hogi khushi tujhe paakar bhi,
tujhe khone ka mujhe Gam to nahin,

Nayi manjil banaakar bhula du.n tujh ko,
mujh mein itna bhi dam to nahin,

"shadab" ho nahin sakta badgumaa.n tujh se,
kahin nidaamat se mera sar kham to nahin,

Tujh se hai jamaane tu jamane se nahin,

Tujh se hai jamaane tu jamane se nahin,
khud hi soch lo ye hum bataane se nahin,

Ta`assub ki jang mein hamaara kya haal ho,
khud ko hum is aaludgi se bachaane se nahin,

Ho raha hai qatl e aam sarko aur maidano mein,
khud hi ab jindagi ko him mitaane se nahin,

Inn nafratoo.n ki aag mein wo pyaar ke do phool,
mohbbatoo.n bhara samaaj ab banaane se nahin,

Kar diya hai nanga unho ne mujhe is tarah,
apna jism khud bhi hum chipaane se naahin,

Tum hamaari raah mein hum tumhaare intezaar mein,
ek dusre ke paas is tarah hum aane se nahin,

Ujaara hai chaman unhoo.n ne pal bhar mein hazaaroo.n ka,
ek umr bita kar bhi ek ghar banaane se nahin,

jamaane se is qadar hum ne chot khayen hain,
"shadab" apne jakhmoo.n ko yun chupaane se nahin,

Apni baato.n se jamaane ko tum ne bahut behkaaya hai,

Apni baato.n se jamaane ko tum ne bahut behkaaya hai,
dil dukhaya hai tu ne logo ko sataaya hai,

Wafa ikhlaas tum mein nahin rahi kuchh bhi,
jazbaat ko tu ne logo ki pedo.n tale dabaaya hai,

Aage badh ke aaye ho saamne logo ke is tarah,
apne andar ki burayioo.n ko un sab se chupaaya hai,

Dur andesh hu nahin is liye mera khayaal hai,
khud ko achha sabit karne ko ye dhong rachaaya hai,

Main achha kahun kaise tumhe ye soch kar ye jaan kar,
nafraton ka beej bo kar dushnani ko tum ne hi badhaaya hai,

Maante tum ho nahin manwaane ka hi kaam karte ho,
is liye peet kar logo ne tum ko jashn manaaya hai,

Achha kahe jise sabhi jamaane mein aisa nahin koi magar,
be izzat karke logo ki tum ne khud ko be wuq`at banaaya hai,

"shadab" ko bhaati nahin tumhari ye achhaiya is liye,
hum ne logo ko kya khub tumhaari yaad dilaaya hai,

Dosti ko is tarah aise nibhaate ho,

Dosti ko is tarah aise nibhaate ho,
Uzr aati hai to tum paas bulaate ho,

Warna kya jarurat hai hum jaison ki,
kaam jab hota hai to mere paas aate ho,

Un ka chehra tha pur bahaar kahin pe khijaan nahin,

Un ka chehra tha pur bahaar kahin pe khijaan nahin,
Dil tod ke wo chal diye magar hum khafa nahin,

Ye mohabbat thi maal o jar se ae na samajh "shadab",
Is liye to wo dil ruba tum se baawafa nahin,

Sadyu.n se yu.n tanha hi kat ti hain raatein,

Sadyu.n se yu.n tanha hi kat ti hain raatein,
akele hi kar leta hu.n main khud se baatein,

Mera dil dukhta hai dard e Gam main machalta hai,
jab bhi yaad aati hai teri yaadein,

IN THE NAME OF ALLAAH MOST GRACIOUS MOST MERRCIFULL

(He is Allah, beside Whom La ilaha illa Huwa (none has the right to be worshipped but He) the Knower of the unseen and the seen. He is the Most Gracious, the Most Merciful. He is Allah, beside Whom La ilaha illa Huwa, the King, the Holy, the One free from all defects, the Giver of security, the Watcher over His creatures, the Almighty, the Compeller, the Supreme. Glory be to Allah! (High is He) above all that they associate as partners with Him. He is Allah, the Creator, the Inventor of all things, the Bestower of forms. To Him belong the Best Names. All that is in the heavens and the earth glorify Him. And He is the Almighty, the Wise) (59:22-24).